Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale
mein hain Chaabi
kahaan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale
mein hain Phir bhi
sapne kar dikhaun Sach
toh kehna bas yehi
Main tere kaabil hoon
ya Tere kaabil nahi (x2)
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale
mein hain Chaabi
kahaan dhoonde bata
Woh chaand ke pyaale
mein hain Phir bhi
sapne kar dikhaun Sach
toh kehna bas yehi
Main tere kaabil hoon
ya Tere kabil nahi Main
tere kaabil hoon ya
Tere kabil nahi Yeh
shararatein yeh
mastiyaan Apna yahi
andaaz hai Samjhaaye
kya kaise kahein Jeene
ka isme raaz hai
Dhadkan kahan ye
dhadakti hai Dil mein
teri awaaz hai Apni sab
khushiyon ka ab toh Ye
aagaaz hai Tere mere
sapne sabhi Tere mere
sapne sabhi Band
aankhon ke taale mein
hain Chaabi kahan
dhoondhe bata Lyrics
Woh chand ke pyaale
mein hain Phir bhi
sapne kar dikhaun Sach
toh kehna bas yehi
Main terekaabil
hoonyaa Tere kaabil
nahi Main tere kaabil
hoon yaa Tere kaabil
nahi Saagar ki ret pe
dil ko jab Yeh
banayengi meri
ungliyan Tere naam ko
hi pukaar ke Khankengi
meri chudiyan Tujhme
adaa aisi hai aaj Udati
ho jaise titliyan Pheeki
ab na hogi kabhi Yeh
rangeeniyaan Tere
mere sapne sabhi Band
aankhon ke taale mein
hain Chaabi kahan
dhoondhe bata Woh
chand ke pyaale mein
hain Phir bhi sapne kar
dikhaun Sach toh
kehna bas yehi Main
tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi Main
tere kabil hoon ya Tere
kaabil nahi La la la..
0 Comments