Aasmaan ke pare ek
jahaan hai kahin
Jhooth sach ka wahan
qayeda hi nahin
Roshni mein wahan ki
alag noor hai
Saaye jismon se aage
jahaan jaate hain
Chal wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo
Hum wahan jaate hain
(x2)
Seene se tum mere
aake lag jaao na
Darte ho kyun zara
paas toh aao na (x2)
Dhunn meri dhadkano
ki suno..
Chal wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo
Hum wahan jaate hain
(x2)
Oo.. jaate hain
Chal jaate hain
Jaate hain... jaate
hain...
Koi subah wahan raat
se na mile
Ud ke wahan chalo aao
tum hum chale (x2)
Pankh laaya hoon main
ud chalo...
Chal wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo
Hum wahan jaate hain
(x2
Singer - Arijit Singh
Composer - Amaal Mallik
0 Comments