Jise zindagi dhoondh
rahi hai
Kya ye woh makaam
mera hai
Yahaan chain se bas
ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe
kehta hai
Jazbaat naye se mile
hain
Jaane kya asar ye huaa
hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya
hai
Haan kisi shayar ki
ghazal
Jo de rooh ko sukoon
ke pal
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Hm…hm… Aa..Aa….
Jaise koi kinara
Deta ho sahara
Mujhe woh mila
Kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujala
Waise hi roshan kare
Wo sehar
Dard mere woh bhula hi
gaya
Kuch aisa asar hua
Jeena mujhe phirse
woh sikha raha
Hm.. Jaise baarish kar
de tar
Ya marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Muskaata yeh chehra
Deta hai jo pehraa
Jaane chhupata kya dil
ka samandar
Auron ko toh hardam
Saaya deta hai
Woh dhoop mein hai
khada
Khud magar
Chot lagi hai usey phir
kyun
Mehsoos mujhe ho
rahaa..
Dil tu bata de kya hai
iraada tera
Hm.. main parinda
besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Jaise banjaara ko ghar
Jaise
banjaara ko ghar
Jaise banjaara ko ghar
Lyrics: Banjaara – Ek
Villain Song
Music Director:
Mithoon
Lyrics: Mithoon
Singer: Mohd. Irfan
0 Comments