Agneepath - Chikni Chameli Ft
Shreya Ghoshal Song
Lyrics
Bichhu mere naina,
badi zehereeli aankh
maare
Kamsin kamariya saali
ik thumke se lakh
maare
Haaye!
Bichhu mere naina,
badi zehereeli aankh
maare
Kamsin kamariya saali
ik thumke se lakh
maare
Note hazaaro'n ke,
khulla chhutta karaane
aayi
Husn ki teelli se beedi-
chillam jalaane aayi
Aaayi ! chikni chameli
chhup ke akeli pawwa
(quarter) chadha ke
aayi (x4 times)
Jungle mein aaj
mangal karungi main
Bhookhe sheron se
khelungi main
Makkhan jaisi hatheli
pe jalte angaare le
lungi main
Haaye! gehre paani ki
machhli hoon Raja
Ghaat Ghaat dariya
mein ghoomi hoon
main
Teri nazro ki leharo'n
se haar ke aaj doobi
hoon main
Hoye jaanleva jalwa
hai
Dekhne mein halwa hai
Jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Pyaar se paros doongi
toot le zaraa
Yeh toh trailer hai
poori fillam dikhane
aayi
Husn ki teelli se beedi-
chillam jalaane aayi
Aaayi ! chikni chameli
chhup ke akeli pawwa
chadha ke aayi (x4
times)
Banjar basti mein aayi
hai masti
Aisa namkeen chehra
tera
Meri neeyat pe
chadhke chhoote na
hai rang gehra tera
Joban ye mera kenchi
hai raja
Saare pardo ko
kaatungi main
Shaame meri akeli hai
aaja sang tere
baatungi main
Haaye! baaton mein
ishaara hai
Jisme khel saara hai
Baaton mein ishaara
hai
Jisme khel saara hai
Tod ke tijoriyon ko
loot le zara
Choom ke zakhmo pe
thoda malham lagaane
aayi
Husn ki teelli se beedi-
chillam jalaane aa.yi
Aayi
Chikni..chikni...aayi..aayi
Aayi
Chikni..chikni...aayi..aayi
Aaayi ! chikni chameli
chhup ke akeli pawwa
chadha ke aayi..
---
0 Comments